tumhi aana || marjaavaan || - Jubin Nautiyal Lyrics

SingerJubin Nautiyal |
Iska matlab mohabbat
Matlab zindagi Zoya!
Tere jaane ka gham
Aur na aane ka gham
Phir zamaane ka gham kya karein
Raah dekhe nazar
Raat bhar jaag kar
Par teri toh khabar na mile
Bohat aayi gayi yaadein
Magar is baar tum hi aana
Irade phir se jaane ke
N ahi lana, tum hi aana
Koyi to raah wo hogi
Jo mere ghar ko aati hai
Karo peecha sadaon ka
Suno kya kehna chaahti hai
Tum aaoge mujhe milne
Khabar yeh bhi tumhi lana
Bohat aayi gayi yaadein
Magar is baar tum hi aana
Marjaavaan, marjaavaan
Matlab zindagi Zoya!
Tere jaane ka gham
Aur na aane ka gham
Phir zamaane ka gham kya karein
Raah dekhe nazar
Raat bhar jaag kar
Par teri toh khabar na mile
Bohat aayi gayi yaadein
Magar is baar tum hi aana
Irade phir se jaane ke
N ahi lana, tum hi aana
Koyi to raah wo hogi
Jo mere ghar ko aati hai
Karo peecha sadaon ka
Suno kya kehna chaahti hai
Tum aaoge mujhe milne
Khabar yeh bhi tumhi lana
Bohat aayi gayi yaadein
Magar is baar tum hi aana
Marjaavaan, marjaavaan
Cradit :-
Film/Album: Marjaavaan
Lyrics by: Kunaal Vermaa
Singer: Jubin Nautiyal
Composer: Payal Dev
Tags:Jubin Nautiyal, Kunaal Vermaa, Payal Dev
Artist: Jubin Nautiyal
Movie: Marjaavaan
Released: 2019