Shyam Ke Deewane || Khatu Shyam Bhajan ||

 

Shyam Ke Deewane - Hansraj Raghuwanshi Lyrics

Khatu Shyam Bhajan || Shyam Ke Deewane
Singer Hansraj Raghuwanshi
Singer Ricky T Giftrulers
Music Ricky T Giftrulers
Song Writer Ricky T Giftrulers

Har taklif tum jaante ho

Bas Baba tum hi ho apne

Khuli aankhon se tum dikhte ho

Band aankhon mein bhi tere sapne


O raho mein jo main bhatk jau to

Bas tera naam hi yaad aaye

Kya lena duniya se usko

Jise pyar Shyam Baba se ho jaaye


Ho kab-kab tera Baba main

Deewana ho gaya


Shyama dar tere jab se

Aana jaana ho gaya

Shyama dar tere jab se

Aana jaana ho gaya

Aansuon ka thikana

Ab ravna ho gaya

Main deewana main deewana

Main deewana ho gaya

Shyama dar tere jab se

Aana jaana ho gaya


Tumne hi dekha keval yuddh wo saara

Krishn ke Sudarshan ne sabko tha maara

Tumne hi dekha keval yuddh wo saara

Krishn ke Sudarshan ne sabko tha maara

Devi Hadimba se liya tum gyaan
Paanch Pandavon ka toda abhimaan

Dekha na maine kabhi kahi
Tum jaisa koi balshaali
Ehsaan kaise chukaau tumhara jo
Zindagi meri sambhali

Ho kab-kab tera Baba main
Deewana ho gaya

Shyama dar tere jab se
Aana jaana ho gaya
Shyama dar tere jab se
Aana jaana ho gaya
Aansuon ka thikana
Ab ravna ho gaya
Main deewana main deewana
Main deewana ho gaya
Shyama dar tere jab se
Aana jaana ho gaya

Mere aansuon ka tum ho kinara
Tera saath ho to mujhko
Sab kuch gawara
Tera saath ho to mujhko
Sab kuch gawara


Tum sharan main hi rakhna mujhko apni
Gar bhool bhi ho jaaye mujh se

Tum hi ho ek mera sahara
Ferna na nazar kabhi mujh se
Sab kuch diya bin maange mujhe
Aur maangu bhi main kya tum se
Dena bhi ho to mujhe tum dena
Ke janmo ka saath ho tum se

Ho kab-kab tera Baba main
Deewana ho gaya

Shyama dar tere jab se
Aana jaana ho gaya
Shyama dar tere jab se
Aana jaana ho gaya
Aansuon ka thikana
Ab ravna ho gaya
Main deewana main deewana
Main deewana ho gaya
Shyama dar tere jab se
Aana jaana ho gaya

Post a Comment

Previous Post Next Post